
Dusra din.
Ajj raj ki sthapna hue 60 saal hogaye the. Ajj ke din Sambhogpur ka janam hua tha. Kafhi saal se yahan ki pratha hai ajke din pooja hoti hai, sabhi jan mahal walo ko milte hai, bado se ashirwaad lete hai. Aur ajke din rajya ke raja unke rajya me chalne wale sabhi niyam ko dohrate hai aur agar unko naye niyam jodne ho to Aaj ke din batate hai.



Write a comment ...